Mujhko Barsaat Bana Lo – Armaan Malik New Song Mp3 Download

Mujhko Barsaat Bana Lo Armaan Malik Mp3 Download

Mujhko Barsaat Bana Lo from Junooniyat is latest song sung by Armaan Malik.Mujhko Barsaat Bana Lo song lyrics are written by and music is given by Rashmi Virag.

Mujhko Barsaat Bana Lo Armaan Malik New Song 2016

Song Information

Song – Mujhko Barsaat Bana Lo

Singer – Armaan Malik

Music – Jeet Gannguli

Lyrics – Rashmi Virag

Label – T-Series


Mujhko Barsaat Bana Lo New Song 2016 – Mp3 Download

Mujhko Barsaat Bana Lo From Junooniyat Mp3 Song Download

Mujhko Barsaat Bana Lo Armaan Malik Mp3 Download


Mujhko Barsaat Bana Lo Song Lyrics

Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana

Mujhko alfaaz bana lo
Dil ki aawaaz bana lo
Gehra sa raaz bana lo jaana

Nasha hoon main behakne do
Mere kaatil mujhe jeene ka haq toh do

Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana

Mujhe apne sirhaane pe
Thodi si jagah de do
Mujhe neend na aane ki
Koi toh wajah de do

Mujhe apne sirhaane pe
Thodi si jagah de do
Mujhe neend na aane ki
Koi toh wajah de do

Hawa hoon main lipatne do
Mere kaatil mujhe jeene ka haq toh do

Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana

Tere sang guzar jaaye
Yeh umar jo baaki hai
Hass do na zara khul ke
Kaahe ki udaasi hai

Tere sang guzar jaaye
Yeh umar jo baaki hai
Hass do na zara khul ke
Kaahe ki udaasi hai

Subah hoon main aane do
Mere kaatil mujhe jeene ka haq toh do

Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana

Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana.


Share!